Hun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera deedar hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko - (x2)
Re ga ra re...
Tujhse mila toh jaagi duaayein
Aur nazaro ne sajda kiya
Jannat zameen par aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya - (x2)
Har manzar dilnasheen hai
Tu hi tu har kahin hai
Oh.. Teri ye rajayein toh hai qatilana
Tera deedar hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Tere bina tanha tha hardam
Hothon pe hardam thi tishnagi
Maqsad nahi tha, Sapne nahi thay
Thi zindagi mein aawargi
Tu mera rehnuma hai
Manzil hai raasta hai
O mere liye tu toh jaise
Rab ka hai nazrana
Tera deedar hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera deedar hua, pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inkaar hua, Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Movie Name : Jannat 2 - 2012
Song Name : Tera Deedar Hua
Producer : Mahesh Bhatt, Mukesh Bhatt
Director : Kunal Deshmukh
Cast : Emraan Hashmi, Randeep Hooda, Esha Gupta, Prachi Desai, Imran Zahid,
Music Director : Pritam Chakraborty
Lyrics - Lyricst : Sayeed Qadri
Singer's : Rahat Fateh Ali Khan
Release Date : May 4 2012
Kunal Deshmukh, Emraan Hashmi, Randeep Hooda, Pritam Chakraborty, Sayeed Qadri, Rahat Fateh Ali Khan
No comments:
Post a Comment