, , , , , » Krishna Leaving Vrindavan Lyrics - Krishna Aur Kans Movie Songs Lyrics

Krishna Leaving Vrindavan Lyrics - Krishna Aur Kans Movie Songs Lyrics

Share this article :
Suno suno sawre ki bansi hai baje
Suno suno sawre ki bansi hai baje
Naino se dhar dhar kajra bahe jee
Jiyara tarse naina tarse
Jiyara tarse naina tarse
Pyasi pyasi ankhiya kahe se barse
Suno suno sawre ki bansi hai baje
Suno suno sawre ki bansi hai baje
Naino se dhar dhar kajra bahe jee
Jiyara tarse naina tarse
Jiyara tarse naina tarse
Pyasi pyasi ankhiya kahe se barse
Suno suno sawre ki bansi hai baje

Panisani sa sa Nisanisa dhani
Nidhma ma ma ma pama gama remapa ni nimamapa gama
Dhun sun bawari hui raina beeti jagi na soyi
Raswan redhe gayi are kanha gunj wo galiya royi
Sang mere jamuna royi gaiya royi bachhiya royi
Are kanha madhuban gunj tarana shyam rang rup lubhana
Simran karke hari, are o kanha tu hai nirmohi mana
Bhaye tujhe mohe satana dars dikhade bairi o re kanha

More shyam, more shyam, more shyam
O suno suno sawre ki bansi hai baje
Naino se dhar dhar kajra bahe jee
Jiyara tarse naina tarse
Jiyara tarse naina tarse
Pyasi pyasi ankhiya kahe se barse
Suno suno sawre ki bansi hai baje

Movie Name : Krishna Aur Kans - 2012
Song Name : Krishna Leaving Vrindavan (Suno Suno Sawaren Ki)
Producer : Relince Animation
Director : Vikram Veturi
Cast : Animation
Music Director : Shantanu Moitra, Varaprasad
Lyrics - Lyricist : Swanand Kirkire
Singer's : Pranab Kumar, Shreya Ghoshal
Release Date : August 3, 2012

No comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2011. lyrics lyricist - All Rights Reserved