, , , , » Taar Bijli Lyrics - Gangs of Wasseypur 2 Movie Songs Lyrics

Taar Bijli Lyrics - Gangs of Wasseypur 2 Movie Songs Lyrics

Share this article :
Taar bijli se patley humaare piya
Taar bijli se patley humaare piya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya

Sookh ke ho gaye hain chhuaare piya
Sookh ke ho gaye hain chhuaare piya
Bechaarey piya sab haarey piya

Kuchh khaatey nahin hain, kuchh khaatey nahin hain
Humaarey piya O ri saasu bata tuney yeh kya biya
Taar bijli se patley humaare piya
Kha dhatoora ji sutley humaare piya
Maara dhakka na uthley dulaare piya
Maara dhakka na uthley dulaare piya

O re bapu bata tuney yeh kya biya

Yeh kya biya tuney yeh kya biya

Gulaabi chachha...

Gulaabi chachha ki kyaari mein kaanta bhara
Na idhar na udhar hi sihaare piya
Taar bijli se ghupp andhera mein chaltey
Dulaarey piya ghupp andhera mein chaltey
Dulaarey piya jindagi kolbari phoot paani bhara
Aarra chhapra ke babuji yeh kya kiya?

Loknayak jalaaye yeh kaisa diya?
Loknayak jalaaye yeh kaisa diya

Bhaav koyla ke bik-lay dihaari piya
Nihaari piya bihaari piya…
Maarey dukh ke ji phootey fuhaarey piya
Haan fuhaare-fuhaarey-fuhaarey piya
Taar bijli se patley humaare piya
Taar bijli se patley humaare piya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya
O ri bhauji bata tuney yeh kya biya
O re bapu bata tuney yeh kya biya
O re chacha bata tuney yeh kya biya
Loknayak bata tuney yeh kya biya
Jan-nayak bata tuney yeh kya biya
Baba saaheb bata tuney yeh kya biya
Taar bijli se patle humaare piya

Movie Name : Gangs of Wasseypur 2 - 2012
Song Name : Taar Bijli
Producer : Anurag Kashyap, Sunil Bohra
Director : Anurag Kashyap
Cast : Manoj Bajpayee, Nawazuddin Siddiqui, Piyush Mishra, Richa Chadda, Reema Sen, Shabana Azmi,
Music Director : Sneha Khanwalkar
Lyrics - Lyricist : Varun Grover
Singer's : Sharda Sinha
Release Date : August 8, 2012

No comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2011. lyrics lyricist - All Rights Reserved