Ik aur badhne lagey jo
Ik dor bandhne lagey jo
Ik shor karne lagey jo
Do dil
Ik chaal chalne lagey jab
Ik dhaal dhalne lagey jab
Ik thaal chakne lagey jab
Do dil
Judne lagey lagey do dilon ke jab kinaare
Udne lagey
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Hoo dil pe jo bhi, bayr beeta
Dil pe jo bhi bayr beeta
Teri khair pe vaar diya
Jal jala kar jo bhi jeeta
Tere pyaar pe haar diya
Hum ko khud mein shamil kar le
Ab toh khud ke qabil kar le
Rung tumhare, rung jaaye ge
Sung tumhare, sung jaaye ge
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Hoo seele-seele sapne apne
Seele-seele sapne apne
Pyaar ki dhoop se sokhein ge
Neele naino ki do nehre
Dil ke baandh se rokein ge
Khaak se khwaabon ko bunn le
Raakh se bhi khushiyan chun le
Bhujte jalte, chalte jaaye
Girte uthte, bhadte jaaye
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ik aur badhne lagey jo
Ik dor bandhne lagey jo
Ik shor karne lagey jo
Do dil
Ik chaal chalne lagey jab
Ik dhaal dhalne lagey jab
Ik thaal chakne lagey jab
Do dil
Judne lagey lagey do dilon ke jab kinaare
Udne lagey
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Ishaqzaade, Ishaqzaade
Movie Name : Izhaqzaada - 2012
Song Name : Title Song
Producer : Aditya Chopra
Director : Habib Faisal
Cast : Arjun Kapoor, Parineeti Chopra,
Music Director : Amit Trivedi
Lyrics - Lyricist : Kausar Munir
Singer's : Javed Ali, Shreya Ghoshal
Release Date : May 18, 2012
Habib Faisal, Arjun Kapoor, Parineeti Chopra, Amit Trivedi, Kausar Munir, Javed Ali, Shreya Ghoshal
No comments:
Post a Comment