, , , , , , , , , , , » Naam Apun Ka Jaani Lyrics - Makkhi Movie Songs Lyrics

Naam Apun Ka Jaani Lyrics - Makkhi Movie Songs Lyrics

Share this article :
Yeh aag kaisi mere seene mein hai dehakti
Andhron mein na koi umeed hai chamkti
Makkhi makkhi Makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi Makkhi makkhi makkhi makkhi

Naam apun ka jaani maangega na tu pani
Aisey cheen lunga main teri zindgani

Naam apun ka jaani maangega na tu pani
Aisey cheen lunga main teri zindgani
Main aaj chal pada hoon oonchi udaan meri
Tere khoon se likhunga ab main kahaani teri
Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi

Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi

Makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi

Hoon zara sa lekin tu kya mujhko roke
Ik zara sa shola gaon gaon phooke
Boond ik zehar ki kabhi bhi na chuke
Ik zara si boli daagey bandookein

Wasnt it you and me wasnt it natural
Before the big bang]

Nahi doodh ki main makkhi jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki tabhi sakoon lega
Tujhse nazar milake main chutki main maar dunga

Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi makkhi hoon
Main makkhi sair kar na rakhi meri ik nazar se
Tune maut chakhi

Ik dastak paunga aaj hai zaroori kaam kaaj
Sirf dus sirf dus ek tujhko maarna
Do tujhko maarna teen tujhko maarna
Chaar tujhko maarna paanch tujhko maarna
Cheh tujhko maarna saat tujhko maarna
Aath tujhko maarna nau tujhko maarna
Dus tujhko ratti raati masal masal
Todhke madodke shareer cheer cheer maarna

Fad fad fad fad fadfadaaonga
Tere kaanon mein Mrityu raag main gaaunga
Chaha tere haath pe lakeer choti karunga
Khone ko kuch nahi hai kya hai jo main kho dunga
Ik baar mur chuka hoon iss baar kya darungaa

Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega tujhse nazar milake
Main chutki mein maar dunga

Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi

Movie Name : Makkhi - 2012
Song Name : Naam Apun Ka Jaani
Producer : Sai Korrapati, Suresh Babu
Director : S S Rajamouli
Cast : Sudeep, Samantha, Nani
Music Director : M M Keeravani
Lyrics - Lyricist : Neelesh Misra
Singer's : Deepu, Rahul Sipligunj
Movie Release Date : 2012

No comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2011. lyrics lyricist - All Rights Reserved