Karte Hain Dil Se Song Lyrics - Rajdhani Express Movie Songs Lyrics

Share this article :
Karte hain dil se aapko hum pyaar kis tarah
Karte hain dil se aapko hum pyaar kis tarah
Hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah ho hai kashmakash karein magar
Izhaar kis tarah karte hain dil se aapko hum pyaar kis tarah

Ik aapka tassavur bas aapka khayaal
Phir hain dooriyaan yehi mujhko hai ek malaal
Jaane milega mujhko ab karaar kis tarah
Hai kashmakash karein magar izhaar kis tarah
Ho hai kashmakash karein magar izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko hum pyaar kis tarah o ho

Yeh aapko paane ko machalta hai har ghadi
Pehlu mere seene main badalta hai har ghadi
Samjhaaye koi dil ko mere har baar kis tarah
Hai kashmakash karein magar izhaar kis tarah
Ho hai kashmakash karein magar izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko hum pyaar kis tarah

Movie Name : Rajdhani Express - 2013
Song Name : Karte Hain Dil Se
Producer : Manoj Kejriwal, Ritika Kohli, Rajesh K Patel
Director : Ashok Kohli
Cast : Leander Paes, Jimmy Sheirgill, Puja Bose, Sayali Bhagat,
Music Director : Lahu Madhav, Ritesh Nalini
Lyrics - Lyricist : Rameez
Singer's : Udit Narayan
Movie Release Date : January 4, 2013

No comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2011. lyrics lyricist - All Rights Reserved